Questions? +91 9013269010

Parent Meeting at Maktab

Administrator

Assalamo Alaikum
 
Aaj Rahbar Coaching Centre aur deeni maktab ke bachon ke walidain ki joint meeting organise ki gai jisme asari aur deeni taleem ki ahmiat par zor dia gya aur logon ko  taleem  ke tain bedar karne ki koshish ki gai.
 
 Alhamdulillah logon me is baat ka ehsas hua ke taleem ki taraf betawahi ho rahi. Insha Allah logon ki janib se taleem ke lie response zaroor milega.
 
Meeting me RCC me dakhile ka form taqseem Kia gaya aur insha Allah 15 April se naye batch me padhai ka aaghaz hoga.
 
Koshish ho rahi ke 5th 6th 7th ka batch bhi start Kia Jaye. Aap logon se mashwara aur dua ki darkhast hai.
 
Jazakallah
Administrator Administrator Administrator

Online Donation For Our Trust

SBI donation QR code for Dastak. UPI ID: dastak010@sbi